सोमवार, 27 जून 2011

फेसबुक पर चर्चा

पेट्रोल के बढ़ते दाम और साइकिल
जब से पेट्रोल के दाम 5 रुपए बढे मैंने कार खड़ी कर दी ,
बाइक थाम ली है. सुना है फिर बढऩे वाले हैं दाम .
मैं आज बाइस्किल के दाम पूँछ आया हूँ
- प्रमोद तिवारी
Jitendra Awasthi-  Pramod ji chinta na kare is desh ki vertman andhi, bahari sarkar kuch din aur rahi to nagar nigam ja kar paidal chalne ke rate puchne padenge.
Kavita 'kiran' Poetess-  bahut khoob!!! shikhar se shuny ki aur.......:)
 Amit Singh-  sir please hum sabhi ko bhi bicycle ke damo se avagat kara den nahi ti demand badhne per ye bhi mehangi ho jayegi.
Pramod Tewari-  Amit Singh @majak nahin, mai siriys hoon lekin jitendra awasthi ne cy&cil ke liye raaste ka sawal utdha ke muskil men dal diya hai
Shaalini Dwivedi- tiwari sir kanpur m raste bache hi kaha h ........ swimming pool ban gaye h isliye m to boat lene ki soch rahi hu kisi ko pata ho to plz bataye boat kaha milegi........................
Dileep Bhartiy-  ये सोच जब 20/- से 25/- हुआ तब भी आई थी जब 40/- से 45/-हुआ , और अब?.
 Farhan Wasti- Bahut acha hai Pramod Tewari jee. zabardast.
Rajendra Pandit-  दादा प्रणाम, साइकिल से दो फायदे रहेंगे एक्सरसाइज़ भी हो जायेगी और मुलायम सिंह यादव भी गदगद रहेंगे, आप साइकिल की सोंच रहे हैं.... मैतो सोच रहा हूँ अगर अबकी बार पेट्रोल के दाम बढ़े..... तो मज़बूत जूता ले आऊँगा... अरे भाई पैदल जो चलना पडेगा,,,
Gopal Mishra- DADA ke satya kathan ko pranam aivam pandit ji ko samarthan..pranam
Gopal Ojha- ÕãéÌ âãè ,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,
Pramod Tewari- Shaalini Dwivedi@aap ko boat chahia, rajendra ko majboot ,joota,awasthiji ko rasta.maine sarkar se bat ki hai .usane kaha hai aap sab ki murad bhut jald poori hone ja rahi hai..
Rohit Misra- dada very good comment
Piyush Ranjan- Pramod Tewari Shaalini Dwivedi@aap ko boat chahia, rajendra ko majboot ,joota,awasthiji ko rasta.maine sarkar se bat ki hai .usane kaha hai aap sab ki murad bhut jald poori hone ja rahi hai..HUM INTEZAAR KARENGE QUYAMAT TAK..KHUDA KARE KI...
Piyush Ranjan-  Aap sab mil kar bahut galat kar rahe hai....Tarah-Tarah ke 'options' sujha kar sarkaar ki GIDDH DRISHTI is par bhi dalwa rahe hai.
Ranjeet Singh Rajawat- sory sir,ye baiskil baad mai dhool khati hai ye tabhi nikalati hai jab petrol ke daam badate hai phir vahi daak ke teen paat..............
Pramod Tewari-  ranjeet ki is bat me dam hai lekin cycale ke sahare hi lad sakta hai aam aadmi petrol se. vz se w® km ki cycling do char mahanagaron ko chod diya jaya to desh bhar main ppetrol ke hosh uda sakati hai
Hemant Kumar- Kyu nahi mai swayam hi apni bicycle ko xz km/hour ki ma&imum speed tk chalata aya hoon.....aur minimum vz km/hr ki speed se to chalti hi hai................so we should promote cycling n RECYCLING.......
Piyush Ranjan-  Is speed par to shahar ki bhid-bhad me meri car chal pati hai... upar se kahi bhi jam ho to khadi...'cycle' vastutah ek accha option hai..Hemant ji,Pramod ji aur saare mitro ! aaiye hum sab mil kar 'cycle' aandolan aarambh kare. Taarekh aap sab decide kariye... sthaan rakhte hai apna Parade Ram Lila Ground.
Amit Bajpai- Good thought. the idea is ecofriendly lets go for" BICYCLE MOVEMENT"
Pramod Tewari- chalo karten hai suruaat
Ramesh Vishwakarma- Bahut khub sir...Humare pass bhi बाइस्किल  hai... Mere paise bachte hai... Aur Polution se bhi rahat..... E&ercise Ki jarurat nahi...
Piyush Ranjan- DOSTO! abhi is abhiyaan ki roop rekha taiyaar kar raha hoon, Pramod ji ka aashirwad hai. Bahut jaldi ise moorta roop denge. Tab tak aapske valueble comments ki apeksha karta hoon.
Piyush Ranjan- yeh abhiyaan sabhi ke liye hai, isliye iska aarambh kis prakar ho, aap sab apne vichar de.v
साभार :- प्रमोद तिवारी जी के फेसबुक एकाउंट में हुई चर्चा

कोई टिप्पणी नहीं:

एक टिप्पणी भेजें